Hello dosto agar aap apna youtube channel banana chahate hain toh aaj ka humara ye post jaroor padhe
Dosto aaj ke time mein har banda youtuber banna chahata hai or apni ek audience banana chahata hai or paise kamana chahata hai toh dosto aaj ke time mein youtube ne boht policy badha di hain phele sirf 10000 view hone par youtube channel monetize ho jata tha
Lekin Ab youtube ne monetize karne ke rule badal diye hain kyuki youtube par kaafi channel aaise bane jo dusro ki video download karke upload karke usse kama rahe the or kaisi bhi video dalte the or 10k view hone ke baad youtube monetize kar deta tha
Aaj ke time mein youtube ne rule boht badha diye hain isliye agar aap youtube par aana chahate hain toh aapko sabr rakhna hoga ye nahi channel banaya 1 month tak kaam kara kara or keh rahe yrrr view nahi aa rahe ya watch time nahi badh raha hai kyuki 1k subscriber or 4000 hours watch time karne mein time lagega
Agar aap content acha dalein or jiski demand jayeda ho ush content ko choose karein aaj ke time mein vines nahi uthegi kyuki vines ke channel boht hai jo phele se famous hai toh aap alag content choose karein
Chaliye dekhte hain ki youtube channel kaise banate hain step by step jane

Youtube Channel Kaise Banaye Step By Step
Step1. Sabse phele aap www.youtube.com par jayein or sign in karein
Step4. Ab yahan do option dikhenge
Agar aapko apne naam se hi channel banana hai toh use your name par click karein agar koi or name se channel banana hai toh use a custom name par click karein
Step5. Ab aapko apna channel ka naam likhna hai or create par click karna hai
Step6. Ab phirse Apne icon par click karein or your channel par click karein
Step7. Ab aap customize channel par click karein
Step8. Ab aap add channel art par click karein or channel art add karein or apne channel ki profile lagaye or channel description mein apna description likhe wadiya sa
0 Comments
Jo Sawal Ho Aap Comment Karke Puch Sakte Hain