ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi

 ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi


ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi



Hii Guys Aaj Hum Baat Karne Wale Hain Blog Ke Baare Mein Toh Dosto Aaj Ke Time Mein Har Koi Apni Site Ya Blog Banana Chahata Hai Toh Dosto Jaisa ki Aap Sabhi Ko Pata Hai Site Banane Ke Liye Kuch Paise Dene Padte Hain Toh Agar Kisi Ke Pass Paise Nahi Hai Ya Phir Chote Hain Koi Work Nahi Karte Blogging Mein Interested Hain Toh Aap Blog Bana Sakte Hain Blog Bilkul Free Mein Banaya Jata Hai


Blog Kya Hota Hai ?

Blog Google Ka ek Product Hai Blog Website Ki Tarah Hi Kaam Karta Hai
Ye Google Duaara Di Gayi Free Service Hai Blog Se Aap Apni Baato Ko Apni Knowladge Ko Puri Duniya Ke Sath Share Kar Sakte Ho
Jaise Hum Facebook Par Apni Koi Post Dalte Hain Toh Wo Sirf Friend Ya Friend Of Friend Ko Hi Show Hota Hai Lekin Blog Par Likhi Hui Post Har Ush Bande Ko Dikhti Hai Jo Ushe Search Karta Hai

Ye bhi padhe >> Template Kaise lagaye blog par 

What Is Blogger ( Blogger Kya Hai )

Jo Bhi Blog Bana Kar Ush Par Blogging Karta Hai Or Har Din Koi Na Koi Post Dalta Hai Logo Ki Madad Karta Hai Unse Judne Ke Liye Baate Karta Hai Wo Blogger Hota Hai Blogger Ek Aaisi Website Hai Jisme Aap Apna Blog Bana Sakte Hain Bilkul Free Mein

Ye Sab Padne Ke Baad Aapke Man Mein Kuch Sawal Uth Rahe Honge
Toh Chaliye Dekhte Hain Apke Sawalo Ke Jawab


Q.1 Blog Se Paise Kamaye Ja Sakte Hain

Ans. Haan Bilkul Blog Se Paise Kamaye Ja Sakte Hain Aapko Blogger.com Par Jaakar Blog Banana Hai Or Regular ya 1-2 Din Mein Post Dalna Hai

Q.2 Blog Dikhne Mein Kaisa Hota Hai


Ans. Blog Dikhne Mein Website Ki Tarah Hota Hai

Q.3 Blog Kis Content ( Topic ) Par Banaye

Ans. Aap Blogging Kisi Bhi Content ( Topic ) Par Kar Sakte Hain

Example : Technology,Sports,Entertaintment,Game,Health,News,etc

Jisme Aapko Interest Ho Uspe Aap Blogging Kar Sakte Hain

Q.4  Website Or Blog Mein Kya Difference Hai

Ans. Website Banane Ke Liye Aapko Web Designing Ki Jaroorat Padti Hai Or Paise Bhi Dene Hote Hain Lekin Blog Mein Naa Hi Web designing Ki Jaroorat Hoti Hai Or Na Hi Paiso Ki

Q.5 Blog Banane Ke Liye Kya Chaiye Hota Hai

Ans.
1. Email I'd
2. laptop ya android mobile



ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi


Step 1. Sabse Phele Aapko Jaana Hai Blogger.com Par




Step 2. Ab Aapko Create Your Blog Pe Click Karna Hai Or gmail Se Sign In Karna Hai

ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi



Step 3. Ab Aapko Phele Box Mein Tittle Dalna Hoga Or Dusre Box Mein Site ka naam dalna hoga Or Ek Koi Sa Bhi Template Choose Karna Hai

ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi


Step 4. Ab Apka Blog Successfully Create Ho Chuka Hai


ब्लॉग कैसे बनाये स्टेप बाय स्टेप Blog Kaise Banaye Blogger Par Free Blog Kaise Banaye step by step In Hindi



Ummed hai aapko ye post pasand aaya hoga or aapko blog banana aa hi gya hoga or agar aapko koi problem ho toh aap comment karke puch sakte hain ya phir aap social media par humse contact kar sakte hain or blogging course sikhne ke liye subscribe kar lein

thank u

Post a Comment

1 Comments

Jo Sawal Ho Aap Comment Karke Puch Sakte Hain