Contact US Page kaise banaye blogger blog mein full guide in hindi

Contact US Page kaise banaye blogger blog mein full guide in hindi 

Contact US Page kaise banaye blogger blog mein full guide in hindi


Aaj Hum janenge Contact Us Page kaise banaye Blogger me, jiski madad se visitors humse direct contact kar pate hain

Internet Pe jitne websites ya blogs hain un sabka ek owner hota hai jisne wo website ya blog banaya hota hai

ab visitor agar owner se contact karna chahe toh contact us page ke duara kar sakta hai usme owner ek form banaya hua hota hai or kuch details hoti hai

aap form ki madad se bhi contact kar sakte ho or email ya social sites ki madad se bhi kar sakte ho

Ye bhi padhe >> Blog ke liye Privacy Policy page kaise banaye

Contact US Page kya hai ?


contact us ek static page hota hai or ye humare blog mein rehta hai par blog posts mein nahi dikhta hai ishe hum manually footer menu me add karte hain jisse visitor in pages ko dekh sakein


ye page adsense ke liye bhi boht jaroori hain


Contact Us Page kaise add karein or kaise banaye Blogger me


Contact Form  Kaise Add Karein



Step 1. Sabse Phele Aap Blogger Ke Dashboard Par Jaye Or Layout Ke Option Par Click Karein





Step 2. Ab Aap ( Add a Gadget ) Par Click Karein



Step 3. Ab Apko Contact Form Ko Add Karna Hai



Contact US Page Kaise Banaye



Step 1. Ab Apko Page Mein Jaana Hai




Step 2. Ab New Page Pe Click Karein



Step 3. Ab Left Site Mein HTML Ka Option Hoga Ush Par Click Karein Or HTML Code Paste Karke title mein contact us dalein

Contact US Page ( HTML CODE )

Step4. Yahan pe BLOG ID Apne Blog Ki Daalein ab publish kar dein



Ab Ish Page Ki Madad Se Jo Bhi Humhare blog Par Aayega Bo Direct Humse Contact Kar Sakta Hai

Sirf Name Email Or Apna Message Likh Kar Submit Karna Hota Hai Or Bo Message Humari Ush Email Par Aata Hai Jisse Blog Bana Hua Hai


Ummed Hai Aapko contact us page banana aa hi gya hoga agar aapko koi bhi problem ho toh comment karein mein reply jaroor karunga

Post a Comment

1 Comments

Jo Sawal Ho Aap Comment Karke Puch Sakte Hain