2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan



2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


Hello Dosto Aaj Hum Baat Karne Wale Hain Blog Pe Advance Seo Setting Kaise Karein aaj ke ish post mein hum janenge Blog Pe traffic badhane ke liye advance seo setting kaise karein dosto agar aapki website blog par traffic nahi aata hai toh aap ye seo setting jaroor karein ya aapne new blog start kia hai toh post dihaan se padhe chaliye jante seo setting kaise karein

Blog Me SEO Setting Ke Main Point Jinko Hum Cover Karne Wale Hain


Dosto Aaj Ke Ish Post mein hum kuch seo setting ke main point cover karne wale hain jinko follow karke aap traffic badha sakte ho aaisa nahi hai ki ye setting karne ke baad jayeda se jayeda traffic aane lagega bus kuch farak padta hai isse or traffic badhane ke liye aapko backlink use karna hoti hain or post seo friendly likhna hota hai hai toh hi traffic badhega

Blog me Advance Seo Setting Ke Main Point


1.Basic
2. Post Comment and Shareing
3. Email
4. Language and Formating
5. Search Preferrence
6. other


Dosto Upar Diye Gaye 6 Point Inhe Hum Cover Karne Wale hain toh post pura padhe

Blog Me Advance SEO Setting Kaise Karein


1. Basic >>


Tittle > Tittle Mein Aap Apni Site Mein Jo Tittle Rakhna Chahate Hain Wo Naam Type Karke Save Karein
2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

( Tittle Kaha Show Hota Hai )

tittle humare blog ke naam ko type karke search karne par tittle show hota hai 

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

Description > Description Mein Aap blog Kis Baare Mein Hai Woh Likhe

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

HTTPS > Aap HTTPS Jaroor On Karein Isse Search baar mein blog secure dikhata hai agar aap apne blog pe payment ya donate ka option rakhte ho toh visitor agar ye dekhta hai toh usse dar nahi lagega apne data ko leke http hoga toh search baar mein not secure dikhayega isse visitor aapke blog pe payment ya donate nahi kargea

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

HTTPS Example
2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

HTTP Example
2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


2. Post Comment and Shareing >>


Post No. >
Ye Apne Hisab Se Kar sakte hain isse ye hoga ek page pe aap kitne post dikhana chahate ho


2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

Who Can Comment >
Isme Aap ( User With Google Account ) Par Click Karein Isse Apki Site pe koi Unknown user comment nahi kar sakta bus jispe google account hoga wahi comment kar sakta hai

Comment Moderation > Isme Aap ( Always ) Select karein or niche apna gmail address daal dein

Comment From Message >
Isme Aap Apni Taraf Se Kuch Likh Sakte Hain Ye Comment Box Ke Upar Show Karega

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


3. Email >>


Comment Notification Email ? >
isme Apna Gmail Address Daalein Jispe Aap Humesa Active Rehte Hain

4. Language and Formating >


Language > agar aapka pura blog hindi mein hai toh hindi select karein

Enable Transliteration > isme aap [ English to Hindi ] Rehne De

Time Zone > Isme Aap Apni Country Ka Time Select Karein Main India Se Hoon Toh Main [ Gmt 5:30 Indian Standard ] Select Karunga 
2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


5. Search Preferrence >>


Meta Tags > Isme bhi Aapko aapne blog ke baare mein likhna hoga blog kis topic par hai
2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

( Meta Tags kaha show hota hai )


jab kisi site ke naam ko search baar mein type karke search karte hain tab jo search result aata hai wo site ka naam url or jo niche description aata hai ye meta tag hi hota hai

Custom Page Not Found >
iska use aap tab kar sakte hain jab aapke blog se page ya post delete ho jaye or agar visitor uspe click karega toh usko error 404 ye dikhega toh ye acha nahi lagta ishliye ye error ko hatane ke liye hai error ki jagah aap kuch bhi likh sakte hain ish option se


Custom Redirect >
Ye Option tab kaam mein aata hai jab aapne koi article likha hai or wo future mein rank kar gya or Apne ushe delete kar diya toh wo error show karega jo seo ke liye acha nahi hai ishliye iska istmaal redirect karne ke liye kiya jata hai

Google Search Console > Ab Apko Apne Blog Ko Search Console Mein Submit Karna Hai Ish ke liye Aapko Google Search Console pe jaana hai or Sitemap pe click karke ( Add a new sitemap ) pe Aapko Apne Blog ka naam or aage /.sitemap.xml ye laga ke  submit karna hai

Example : https://example.blogspot.com/sitemap.xml

Custom Robots.txt >
Ab Aapko Ctrlq Ki website pe jaana hai or apne blog ka url usme daal ke generate pe click karna hai ab jo code aaye usko copy karke custom robots.txt ke option mein aake paste kar dena hai
ya apne blog ke aage robots.txt laga ke jo code aaye usko copy karke paste kar dena hai


2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


Example: https://example.blogspot.com/robots.txt


Custom Robots Header Tags >> Home Page Mein [ all ] pe click karein
Archive and search pages : [ No index ] pe click karein
Default For Post And Pages : [ all ] pe click karein

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan

6. Other >>


Google Analytics >
Ab Aap google Analytics ki website pe jaake sign up karke apni details dalke tracking id copy karke ( Google Analytics ) option mein aake paste karke save kar dein Ab aapko phir se google analytics ki website pe jaana hai or tracking id ke niche aapko ek html code milega usko copy kare or blog ke template mein aake <HEAD> tag ke niche paste karna hai or save kar dein

2020 me Blogger Blog Me Advance Seo Setting Kaise Kare Full Guide In Hindi | Techwithayan


Ummed Hai Aapko Ye Post Pasand Aayi Hogi Or Agar Aapko Koi problem aati hai toh aap comment karke puch sakte hain ya social media par contact kar sakte hain

Post a Comment

0 Comments