Hello dosto aaj hum janenge blogger par seo friendly article kaise likhe ab tak humare Blogger ke 11 Part dal chuke hain jinko read karke aap apna blog bana sakte hain or ache se design kar sakte hain

Seo friendly Article kaise likhe | Techwithayan


Pichle 11 part ko complete karne ke baad apka 80% kaam complete ho jayega ab sirf reh gya hai seo friendly article likhna or aaj ke ish post ko padne ke baad aadha kaam or ho jayega phir aap regular post karein bus phir adsense ke liye apply kar dein adsense approved hone ke baad app add laga lein phir aapka kaam 100% complete ho jayega

Tab aapko bus seo friendly article likhna hoga or usme ads lagani hongi aapko google ke 1st page par apna article laane ke liye seo friendly article likhna hota hai toh chaliye jante hai ki blogger par seo friendly article kaise likhe

Seo friendly Article Kaise likhe


1. Tittle >> Aapko keyword research karke Apna best tittle choose karna hai

2. Post description >> Post ke description me apna tittle dale or kuch attractive likhe

3. Images >> Aap Apne Article me jo images lagaye Unko rename karke Apna tittle ko ush image ke name me dalein or blogger me post karte time alt tag use karein

4. Permalink >> permalink mein apna tittle dalein bina space diye space ki jagah aap minus laga de

Example >> seo-kya-hai

5. Level >> blogger me category banane ke liye level ka option diya gya hai aap level me jaake apne post  ki category banaye

6. Keyword >> Apne Main Keyword ko jagah jagah bold ya italic karein

7. Write post >> Heading by heading use karein main point pe ( . > dot ) Lagaye saaf saaf likhein taaki visitor ko samjh mein aaye aasani se

Aap jis topic pe likh rahe hain ushe search karein or jo phele no. Pe dusre no. Pe article aa raha hai aap ushe pura padhe or dekhe ki uske article me kya kami reh gayi or usne kitna acha likha hai or kitne words ka likha hai

Aap ush kami ko sahi karein or usse jayeda acha likhein or usse jayeda words ka likhein

8. Article lenth >> Aap kam se kam 800 words ka article likh sakte hain barna Aap 1000-1500-2000 words ka likhein toh jayeda best rahega

Aap apne Article ko lamba karne ke liye faltu baate na likhein main main topic likhe intro me bus barna visitor bour hota hai padte hue

hnji dosto ummed hai aapko ye post pasand aaya hoga agar koi sawal ho toh comment karke puch sakte hain