Blogger Template se footer credit kaise remove kare | Techwithayan

Hello dosto aaj hum janenge ki blogger template se footer credit kaise remove kare dosto agar aap free template ka use kar rahe hain blogger me toh aapko phele se footer credit milta hai jisme template designer ka name site url hota hai

Blogger Template se footer credit kaise remove kare | Techwithayan


Aapne footer credit change karne ki koshish toh kari hogi but ye change nahi hua hoga agar aap template se footer credit ki link change karte ho toh aapka blog redirect hoke template designer ki site par chale jate hain

Jab koi blogging start karta hai tab woh domain toh buy kar leta hai lekin template buy nahi karta woh free ko hi use karne lagta hai or free template me footer credit already hota hai or woh change bhi nahi hota agar aapka bhi footer credit remove nahi hua hai toh koi baat nahi aaj ke ish post ko padhne ke baad aapka 100% kaam ho jayega toh chaliye jante hai ki Blogger Template se footer credit kaise remove kare 


Blogger Template se footer credit kaise remove kare ( How to remove footer credits from blogger template )


Step 1. Sabse phele aap blogger template ka backup download kar lein or usko do jagah copy kar le taki koi error ho toh sahi wala backup aapke pass ho

Step 2. Ab aap copy wala backup file Anwritter me open kar lein

Step 3. Ab aap 3 dot pe click karke ( copyright-area ) search karein or usme jo credit aa raha hoga uske upar niche diya gya code paste kar dein or niche aake 2 div ko close kar dein Aap ish HTML code se name or link change kar lein

     Footer Credit change HTML Code

Blogger Template se footer credit kaise remove kare | Techwithayan

Step 4. Ab Aap Template Save karke or blogger mein upload kar dein Ab aapka Successfully footer credit change ho jayega


ummed hai aapki template se footer credit changed ho gya hoga agar aapko koi problem aati hai toh aap comment karke puch sakte hain

Post a Comment

0 Comments