App developer kaise bane How to become an app developer


App developer kaise bane How to become an app developer


Aaj ke time time mein smartphone har kisi pe hai aapko har jagah ish time smartphone ke user mil jayenge or smartphone mein aapko jayeda tar Android ke hi user milenge Android mein sabde jayeda application ka use kiya jata hai

Appplication ke jariye har kisi ko jankari badi aasani se prapt ho jati hai or isliye android ka craze badta hi ja raha hai ish article mein humne bataya hai App developer kaise bane ek successfull app developer kaise ban sakte hain app developer banne mein aapko  kis kis cheez ki jaroorat padhegi or konsi degree lene ke baad aap ish mein career bana sakte hain ishliye aaj hum ish post mein janenge ki Android app developer kaise bane 

App developer kaise bane


App developer banna itna aasan nahi hai lekin itna mushkil bhi nahi hai kyuki ye dihaadi majdoor wala kaam nahi hai jo aasan or jaldi seekh jao isme main cheez hai interest agar aapko ish field mein interest hai toh aap ish field mein kadam rakhein


warna dusra kaam soche kyuki jaldi bor hone wale bando ko ye nahi kar milega agar aapka mind creative hai or naye naye ideas aap sochte hain toh aap ish field mein aage badh sakte hain iske liye aap 10th and 12th pcm se karein or 12th ke baad bca kar lein jisme aapko saari programming languages shikhayi jati hai

App developer banne ke liye konsi programming sikhna jaroori hai

  1. HTML
  2. CSS
  3. JAVA SCRIPT
  4. PYTHON
  5. XML
  6. C & C++
  7. SQL
  8. PHP 
  9. DATA STRUCTURE
  10. KOTLIN

App developer ki salary ( Income )


Agar aap ek perfect app developer ban gaye hain or aapko acha experience hai toh aap ghar baithe lakho mahina kama sakte hain agar aapko shuruaat mein koi order nahi aata hai toh aap kisi bhi app making company mein starting se hi 20k-25k mahina kama sakte ho agar aapke pass ek acha experience hai toh aapko koi bhi app making company lakho rupay year ka package de sakti hai ek expert banne ke baad mein aapke pass kaafi ache ache offer aayenge

Application plateform koun koun se hain

  1. Android Application
  2. IOS Application
  3. Blackberry Application
  4. Windows Application
  5. Symbian Application

Application kitne type ki hoti hain

  1. Gaming App
  2. Education App
  3. Online shopping App
  4. Food delivery App
  5. Online cab booking App
  6. Hotel booking App
  7. Sports App

Duniya ke mashoor App (World Famous App )

  1. Youtube
  2. Facebook
  3. Whatsapp
  4. Twitter
  5. Linkedin
  6. Instagram 
  7. Pubg 
  8. Amazon 
  9. Flipcart
  10. Ola 
  11. Zomato 
  12. Swiggy

Hnji dosto kaisa lageya post ummed karda tuhanu pasand aayega agar kuch bhi puchna ho toh comment kar ke jaroor daseyo 🤪

Post a Comment

1 Comments

  1. It’s actually a great and helpful piece of info. I’m happy that you just shared this helpful info with us. Please keep us informed like this. Thanks for sharing! best react native app development service provider.

    ReplyDelete

Jo Sawal Ho Aap Comment Karke Puch Sakte Hain